Sarv mangal manalye shrive
Sarvadh sadhike sharan naitambike
Gori narayani namostute
Jai jai shaira wali maa
Jai jai mehra wali maa jai jai jyota wali maa
Jai jai lata wali maa
Dharti gagan me hoti hai teri jai jai kar ho maiya
Unche bhawan mei hoti hai teri jai jai kar ho maiya
Dharti gagan me hoti hai teri jai jai kar ho maiya
Unche bhawan mai hoti hai teri jai jai kar
Duniya tera nam jape ho duniya tera nam jape
Tujhko puje sansar ho maiya dharti gagan me hoti hai
Teri jai jai kar ho maiya unche bhawan mei hoti hai
Teri jai jai kar
Sarasvati mahalakhmi kali teeno ki tu pyari
Gufa ke andar tera mandir teri mahima nyari
Shiv ki jata se nikali ganga aai sharan tihari
Aadi shakti aaj bhawani teri sher sawari
Jai ambe jai maa jagdambe karna tu itna upkar
Aaye hai tere charno me dena humko pyar
Dharti gagan me hoti hai teri jai jai kar o maiya
Unche bhawan me hoti hai teri jai jai kar
O maiya dharti gagan me hoti hai teri jai jai kar o maiya
Unche bhawan me hoti hai teri jai jai kar
Brahma vishnu mahaish bhi tere aage shish jhukaye
Suraj chand sitare tujhse ujiyara le jaye
Daiv lok ke daiv bhi maiya tere hi gun gaye
Manav kare jo teri bhakti bhav sagar tar jaye
Jai ambe haye maa jagdambe karna tu itna upkar
Aaye hai tere charno me dena humko pyar
O maiya dharti gagan me hoti hai teri jai jai kar o maiya
Unche bhawan me hoti hai teri jai jai kar
O maiya dharti gagan me hoti hai teri jai jai kar o maiya
Unche bhawan me hoti hai teri jai jai kar
Duniya tera nam jape ho duniya tera nam jape
Tujhko puje sansar o maiya dharti gagan me hoti hai
Teri jai jai kar o maiya unche bhawan me hoti hai
Teri jai jai kar