Ram bhakt le chala re Ram ki nishani,
Dhasrath Ji Seeta Mata Se :-
Palchin Laage Shadiyon Jaise
Choudah Baras Katengey Kaise
Jaane samay kyaa khel Rachegaa
Koun Maregaa koun Bachegaa
Kab re Milan ke Phool Khilengey
Nadiyan Ke do pool Milengey
Jee Karta hai yahi bas jaayen
Hil-mil Choudah varsh Bitayen
Ram Bin Kathin Hai ek ghadi bitani
Ram bhakt le chala re Ram ki nishani, nishani
Ram bhakt le chala re Ram ki nishani,
Tan Mann Bachan Umangi Anuraga
Dheer Dhurandhar Dheeraj Tyaaga
Bhawana main bah chale Dheer Veer Gyaani
Ram bhakt le chala re Ram ki nishani,
Ram bhakt le chala re Ram ki nishani,
Sheesh Per khadau Ankhiyon main Pani
Ram bhakt le chala re Ram ki nishani, nishani
Ram bhakt le chala re Ram ki nishani,