Hey bhole hey bhole shankar padharo
Ganga jatta mei tumhari
ho ho ganga jatta me tumhari, hum pyase yaha
maha sati ke pati, meri suno bhandana
hey bhole shankar padharo, bolo chupe ho kaha
ao mukti ke data ho…
ao mukti ke data, pada sankat yaha
maha sati ke pati, bolo chupe ho kaha
hey bhole….
Bhagirat ko ganga, prabhu tune de thi
Sadar ji ke putro ko mukti milli
Nil kant mahadev hume hai bharosa
Icha tumhare bin kuch bhi na hota
Hey bhole shambhu padharo
Hey gauri shankar padharo, kisne roka waha
Ao bhasmas ramiya, sabko taj ke yaha
Ao bhasmas ramiya, sabko taj ke yaha
Hey bole
Mere tapasya ka phal chahe lelo
Ganga jal ab apne bhakto ko dedo
Pran pakheru kahi pyasa udh jaye na
Koi tere karuna pe ugli uthaye na
Biksha mai mangu jan kaliyan ki
Biksha mai mangu jan kaliyan ki
Isha karo puri janga sanan ki
Ab na dher karo, aake kast haro
Mere baat rak lo, mere laaz rak lo
Hey bhole ganjdhar padharo
Hey bhole vish dhar padharo, dor tut gaye na
Mera jag me nahi koi tere bina
Mera jag me nahi koi tere bina
Hey bole…..
Nandi ki saugand tumhe vasta kialash ka
Bujhane na dene diya mere viswaash ka
Puri yadi aaj na hui manokamna
Hey din bandhu sada tera naam na
Hey bhole nath padharo
Hey umanath padharo tumame sara jaha
Aao maha sanyasi ab to aa jao na
Hey bhole